chun chun k badla longa kameeno

chun chun k badla longa kameeno
* ROOH Ka BADLA *

Andheri Raat Thi,
Ghar Pe Koi Nahi Tha.

Achanak Awaz I,
Maine Darr K Uth K Gharri Dekhi To

Raat K 3 Baj Rahy Thy, Light Jalai.
To Light Gai Hui Thi.

Phir Torch Pakri,
Aur Darrtay Darrtay DOOR EYE Se Dekha to Koi Nahi Tha.

Main Darr K Pucha, Kon Hai?
Par Aawaz Nahi I.

Phir Pucha To
Bohat Zor Se Garajti Hui Bhayanak Si Awaz Aai.

Main Hon...



FARAAZ.

Chun Chun K Badla Longa Kameeno..! :-)
  

May, 03 2010     443 chars (3 sms)     2268 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

wo asa tu nahi tha k mujhy akaila chor kar chala jata faraz..

aya ho ga zaroor us ki zindagi me koi mujh se b pyara!!
Kisi Mast nigah main doob ja Faraz..

Bara Haseen Samudar hay khudkushi k liye!!!

Creativity...


AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai "Faraz"!

Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha.!


Yaad-E-mehboob say zinda hoon KHUDAYA warna faraz
kon jeeta hai teri dunia main tamasha ban kar
Quaid-e-Azam fote ho gay hain
Liaquat Ali bi shaheed ho gay hain
Alama Iqbal bi nahi rahe
mari tabihat bi kharab rehti hai
pata nahi Pakistan ka kia bane ga.
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...



Woh Bewafa He Sahi Aao Us Ka Zikr Karien FÀRÀZ..., Abi To Umr Pari Hai Us Ko Bhulane K Liye...!!


UskO bUrgEr khAtAy DekhA tO dIl Se Aah nIkli FARAZ

Mc DonAlDs Im lOviN'' It ParApApApA ;>
aik pal mein khareed letey hain jo dil ki basti ko...

faraz

wo log dekhne mein aaksar gareeb hotey hain...



Mana k tum Guftago k fun main mahir ho Faraz.
wafa kay lafz pay atko to humhain yaad kar lenah
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...



Mera Moo''nh Kafan Se Khola Mere Pass A Kar Bola

FARAZZ

Yeh Naaya Libaas Kaisa Yeh Kahan K Hain Iraday