Master bachon ko english parhatay huay:"dekho bacho! yeh ''M'' ha. ''M'' se mother banta ha,jaise sheeday ki maan." aglay din master ne ek bachay se ''W'' ke bare mein pocha ke batao yeh kia ha? Bachay nai jawab dia: "Sir ha to yaih sheeday ki maan magar is ka sur nechay aor tangain oper hain."
1 Pathan apna rishta dekhnay gaya ghr walo ne kaha dono ko akela chor do
Pathan girl se: Baji ap log kitnay bahan bhai hen
Larki gusy se pahly 10 thy ab 11 hen.