Meri zindgi pr faqat itna Ehsan kr do,
ik baynam se mohabbt mery nam kr do,
ik subha ko milo or sham kr do,
OR sham tak mery ghar ka sara kam kr do..;-)
Jab Sanam Teri Yaden Ati Hain
Kya Kahn Hamen POTIYAN Lag Jati Hain
Hamari Yado K Lamhe To Tmhain Satate Honge
POTIYAN Na Sahi PADD To Tumhe B Atey Honge ;->
Dunya ka sab se Romentic Mulk kon sa hai?????? . . . . . Pakistan Kyun? ? ? kyun ka yahan har ghar me rozana candle light dinner hoti hai. thank you Wapda