Tofani barish mein rat ko,
shop per 1 admi pizza lenay aaya
SHOPKEEPER: Aap married hein?
Admin:Is tofani barish mein kia
meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?
Aik pathan aurat bank check cash karany gai. clerk: yahan sign karo aurat: kesay? Clerk: jesay khat k akhir main likhti ho! Aurat ny likha: " Twade kaky di maa"