God Thought That

God Thought That
God Thought That He Cudn’t Be Everywhere
He Mad A Mother

Then

Devil Thought That He Cudn’t Be Everywhere So
He Made
Mother In Law ;->
  

May, 18 2010     146 chars (1 sms)     2427 views       Funny

more Funny SMS Messages

Raheem: (Baap) Se Abu Mjhe Moter

Cycle Le Kr Dain,

Baap Allah Ne Tangain Kis Lye Di Hain,

Raheem Ek Gaier Lagane

K Lye Or Dosri Break Lagane K Lye....! ;->
"U-fone" Pesh Krta Hy
12 Aaney Package
Apne Un "Jazz"
Safeen k Liye Jinho''n
Ny 1st October 2008 Sy
Apni "Telenor" Sim
Istimal Nahi Ki,
Foran "Warid" Ka 100 Rs
Wala Recharge Kro
Aur Sab Keh Do ...

Mazeed Tafsilat K
Liye Apne
"Ptcl" Sy Dial Kare''n
0900 78601

Telefun Telefun ;->
Mard, orat, heejrey main koi farq nahi hai Faraz,



Q K is prcham k sayae tallay hum aik hain hum aik hain . . . ;^>
A Boy ToLd his Friend, "Yar Aik Lrki Mujh ko Hans K Dekh rahi hai"

Frnd: Sahi se Dekh, Hans k Dekh rahi hai Ya Dekh k Hans Rahi hai..

Wesy to Amir khan ki har
movie men koi lesson hota hai,


Lakin 3 idiots men us ny
dunya ko aik new bat batayi..,

"ENGINEERS B DELIVRY KAR SAKTY HAIN" :-)
Wat Does A Witch Ask 4 When sHe Arrives At A HoteL?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Broom Service
Judge, Mujrim Se, Batao Tumari Akhari Kwaish Kia Hai ?
Mujrim,

Aik Mob Nokia N73
5 Karror Rupay
Apki Beti Se Shadi,
USA Ka Viza,
2 Saal Ka Hanimon,
6 7 Bachay Jo Apko Nana Nana Kahe Aur Mujhe Papa,
Un Ki Shadi Karwa Dun Us K Bad Ap Jo Fasila Do Mujhe Manzor Hoga..
Khaansi Ka Elaaj

Balghum Nikaley Bagher Nahi Ho sakta

Balghum Se Nijaat k Liye

Subha Shaam

7 Baar

Khyber

Pukkhtoon Khwaaah

Pukkhtoon Khwaaaah

Bole''n

Balghum Nikla Jaye Ga . . . =P ;)


Angel askd a man
after death:
Kya tum shadi shuda thy?

Man: Haan

Angel Orderd:
Ye dozakh bhugat k
aaya hy isay
jannat main daal do

Angel ask same
question to another
man:

Man: 2 baar shaadi ki thi

Angel orderd:
Isay dozakh main daal do
isay dozakhmain rehny ki
aadat ho gai hy ... ;->
*Some funny truth*
* shadi se pehle har aurat apne chehre se aadmi ka bheja kharab karti hai or shadi ke baad apni cooking se aadmi ka hazma.
*aurat apne future ki chinta jab tak karti hai jab tak ki shadi suda nahi hai,jabki aadmi apne future ki chinta shadi ke baad hi karta hai.
*aurat ko mard ke pichhe kabhi nahi bhagna chahiye,
kya pinjra bhi kabhi chuhe ke pichhe bhagta hai.
*hitlar ka kahna tha ki impossible kuch bhi nahi,
par mai kahta hu ki agar apme dum hai to ek hath me do tarbuj pakad ke dikhayiye.
*aurat ko kabu me rakhne ka ek hi tarika hai,
magar afsos ki wo tarika kisi mard ko nahi maloom.
*ramu ki biwi ko machchar aankh band kar ke katate hai kyuki wo bahut hi badsurat hai.
Impressive quote..


"Zruri nahi k agr aap ki shakal yateemo
jaisi hai to aap ko accha rishta nahi mil skta"





SHOAIB MALIK
koi gum nahi fir bhi mann udas hai,
koi rista nahi fir bhi ek aas hai,
kahne ko to bahut hai apne,
par tu hi ek khas hai,
jyada khus mat ho ye sab bakwas hai.