faqaat is gham sey h

faqaat is gham sey h
Faqaat is gham sey Hum ne Diniya hi Choor di Faraz..!!

K Matric Fail Zardari Ab Hum pey Hakummat kar raha hai..!!
  

May, 03 2010     117 chars (1 sms)     2112 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

hajoom-e-khawab se jab kabhi fursat mile tum ko"faraz"

agar samjho munasib to humain bhi yaad kar lena.
faraz to apne dukh ka zikar kauon karta hai her sahir main...

lagta hai tujhe toot kar chahne wale ne jena nahi sikhya ...
in phoolon ka muqadar kabhi aik sa nahi hota "faraz"

kabhi sehray ki sajwat bante hain to kabhi qabaron ki ronak...
Sadagi Ki Duhai To Har Koi Deta Hai Faraz..!

Lekin Marte Sab Hi Be-Hayai Pe Hain..!!
Us ko chaha to mohabat ki samajh aai
Werna is lfz ki tareef suna krte the
rat aksar hum se ye sawal krti hai

faraz...

k kon hai tere dil main jo tujhy sone nai deta..

Main Ek Aansuu Hi Sahi, Hoon Bohat Anmol Magar
FARAZ
Yun Na Palko’n Se Gira Ker Mujhe Mitti Main Mila



Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai "Faraz"

Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya...!


Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge,
FARAZZ
Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen

~Faraz~

Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha
aasib zdah ghar ka main woh dar hoon faraz.

deemak ki tarha kha gai jisay dastak ki AARZU!
Us ne honton se choo kar pani ko gulabi kardiya

Hamari Baat to or thi ae Faraz

Usne Machliyon ko bhi Sharabi Kar Diya.........