kitni aajeeb hain mu

kitni aajeeb hain mu


kitni aajeeb hain muhabbat ki ye rahen faraz teri zaat se meri zaat tak
  

May, 03 2010     77 chars (1 sms)     2315 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Ek us k hansne se dunia me ronakeiy hain Faraz . . . .

Wo udas ho to zamana bara weraan lagta hai.
tum mujhe kabhi aankhon se pukaro faraz

yeh honton ka takal''luf to zamanay k liye hai.
Mujhay Tau Garmi Main Chakkar Aur Ulti Aa Gayee Thi Faraaz...

.
.
.
.

Kameenon Nay Mashhoor Kar Diya Kay Faraz Maa Ban''nay Wala Hai. :-)
Dill Ossay Roohh Say Panay Ka Talabgaar Hy Warnaa


Jissm Biktayy Hain Yahaa Chandd Damooo Main...(*_*)


Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri Taraf Laut Aaye ''Faraz''

Aankho''n Main Liye Phirta Hoon Darya Teri Khatir


WO Bewafa Nahi Magar Itna Zaror Hai
FARAZ
Pehle Wo Jis Tarah ka Tha Wesa Nahi


Mujhe ghuroob na jano jo main ufaq pay nahi...
.
Bikher gaya hoon andheron main kehkasha ki tarah...
Hum Raaz Ko Raaz He Rakhtay To Acha Tha Faraz!




Yun He Chahat Ka Bata Kar Unhain Maghroor Kar Diya.
wo asa tu nahi tha k mujhy akaila chor kar chala jata faraz..

aya ho ga zaroor us ki zindagi me koi mujh se b pyara!!
Waqt miley kabhi

To

Parh lia kro namaz,

Ye kia k har

Waqt bas

Faraaaz, faraaz,
faraaz... =P ;-> v
Is rah-e-muhabat ki tum baat na pucho Faraz,

Anmol jo hain insan bemol bik jatay haiñ....


Nikher nikher k arahey hain mairey alfaz faraz
kya aisa he hota hy aksar marnay k baad