sirf ausy aitna keh

sirf ausy aitna keh
sirf ausy aitna keh dena faraz.

me us k baghair tanha nahi...
  

May, 03 2010     65 chars (1 sms)     2247 views       Faraz

more Faraz SMS Messages



Wo BhI kIa AjEeB
sHas thA "FARAZ" k
JiS kI zAaT pAr


JaB aItbAr bArH gAyA
tOu
IkHtIyAr GhAt GaYa ...

Uss Se Milte Hee Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko
FARAZ
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga
khuda salaamat rakhe un ko jo hum se nafrat karte hain....

"FARAZ"
pyar na sahi nafrat hi sahi kuch to hy jo sirf hum se karte hain....
Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz,
Lakin nami ankhon ki kehti hai “mujhe tum yaad aate ho
Ye mat samjhna k tum bin bht tanha ho faraz

Aj b meray pas hai tanhai, ansu aur yadein


** Rotay Hain Tanha Dekh Kar Mujhe Wo Rastay **

!! FARAZZ !!

** Jin Pe Tere Bagair Main Guzra Kabhi Na Tha **
RoOnay Se BaddaL Jatey Agar Halaat Faraz
To Aaj Duniya Main Hum B Khush Naseeb Hotay...!!!!
Sms karna is tarah band kar diya logo nay FARAZ,

jaisay in ka naam (N.R.O) main nikal aaya hay.


Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz....

Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Mujhe Aaj b us k piyar ki shidat rone nhi deti,

"faraz "

Wo kehta tha main mar jaun ga tumhare ansuon k girny se pehle.
uss k honto ko chuwa to ehsas howa faraz.

k pyas faqat paani sy hi nhai bujhti...
wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.

use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..