ham bewafa nahi yunh

ham bewafa nahi yunh



ham bewafa nahi yunhi badnaaam ho gaey Faraz,
hazaaron chahnay waalay thay kis kis se wafa kartay...
  

May, 03 2010     109 chars (1 sms)     4538 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Hum Raaz Ko Raaz He Rakhtay To Acha Tha Faraz!




Yun He Chahat Ka Bata Kar Unhain Maghroor Kar Diya.



Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi
FARAZZ
Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain



Mana k tum Guftago k fun main mahir ho Faraz.
wafa kay lafz pay atko to humhain yaad kar lenah
Baha k Aansoo mere woh kehte hain Faraz.....

Tumhari Aankhoun main pani kitna Haseen lagta
hai...!!!
hajoom-e-khawab se jab kabhi fursat mile tum ko"faraz"

agar samjho munasib to humain bhi yaad kar lena.



Dil us ka b tha,dil mera b tha,farq sirf itna tha Faraz

Wo pathar tha jo salamat raha ye sheesha tha jo toot gya


Hum Ko Maloom Tha Anjaam-E-Mohabbat
FARAZZ
Humne Akhri Harf Se Phele Hi Qalam Tor Diya
Mujhe Aaj b us k piyar ki shidat rone nhi deti,

"faraz "

Wo kehta tha main mar jaun ga tumhare ansuon k girny se pehle.
mian ne us se kaha tha k ub nahi chahye mujhe tumahra payar.

us ne kaha tha tha mujh se phool kantoon main hi uga karte hai
mahmood o ayaz na akati pari namaz

aur to jootay utha ka bhag aaya faraz


Rooth jane ki ada hum ko bhi Aati hai "Faraz"

Kaash hota koi hum ko bhi manane wala..!


Wo tu milta hy mujhse mehdood se lamhon me Fraz

Yeh DIL hy kitni fursat se sochta hy usay