ek teacher se puchha gaya ki wo apne bachho ko kya padhate hai?
teacher ne bade aaram se ans diya-
pahle to mai unhe batata hu ki mai kya batyane wala hu,
fir jo batana hota hai mai unhe bata deta hu,
or ant me,mai unhe ye batata hu ki maine unhe kya bataya hai
santa 2 his wife : light chali gayi hain...bahut garmi ho rahi hain..jara fan on karna...
santa''s wife : kar di na sardaaro waali baat...!! agar Fan on kiya to candle bhuj jayegi na...!!!!