''Agar molana hazrat film bana nai
lagai to film kai naam is tarah hongai ``islam aaya tum na aaye
kaho na ramzan hai
hum zakat de chuke sanam
kabhi rozai kabhi ramzan
hamari tasbi aap ke pass
molvi banaya aap ne
shaheed to hona hi tha
janam sajda karo
ye molvi aap ki naam''''''
Bijli hun main bijli hun,
WAPDA ki main titlee hun,
1 ghanty k liye aati hun
2,2 ghanty jati hun,
0oper pankha rukta hy,
Neeche Munna rota hy,
Mune ki ammi kre Haaye,
Bijli us ko tarpaaye
Munne ki Ammi kaali
Bijli hy nakhron waali...
Brought u by: WAPDA
Geo Bijli k Jhatky laga k..:-D