Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath...
Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho