Bacheoo ka deewana hua
Raat ko nahana hua
Phata pajama hua
Nalaeeq zamana hua
Bagharat parwana hua
Aankhoo sa sharmana hua
Lakin asal ma bagharat hua
ku keh ma larkiyooo ka deewana hua.....
Ek haseena par nigahain tehri thi,
uski aankhein jheel se bhi gahri thi,
thak gaya mei apne pyar ka ijhar karte-karte,
tab pata chala yaar wo to behri thi..