Women :Sir,Main Apne Larke Ka Naam Kiya Rakhon?
Sir,Iska Naam Peter Rakh Do..!
Women:Mera Doosra Larka Bhi Hai jo Iska Twin Hai..
Main Us Ka Naam Kiya Rakhoon?
Sir:Uska Naam Repeter Rakh do.
Ek bari ek bhikhari Santa ko kehta k bhagwaan ke naam pe kuch dede..Santa ne apni cycle bahar nikali aur usko.
.
.
.
.
.
.
Cycle pe "JHOOTHE" dene lagg gaya--..
Eik Dehaati Shehar Gya,
Uss K Peechay Ik Kutta Dor Para
Dehati Nay Pathar Uthna Chaha Magar Pathar Zamin K Sath Jura Huwa Tha,
Dehati Ne Kaha,
Yeh Ajeeb Jagah Hai Yahan Kutton Ko Khula Chor Daitay Hain Or Pathar Ko Baandh Daitay Hain,