1 medical student ne apni classmet ko khoon se luv latter
dekar kaha, muje iska jawab jarur dena, ladke ne ans
diya:- tumhara blood group A+ hai or calcium ke kami hai...
PHATAN 14 AUG ko kabrustan me kabrain khud rha tha 1 admi ne pocha khan sb kya kr rahe ho, Khan bola wo yara aj azadi ka din ha to hum in ko azad kar raha ha
1 pathan ankhay band Kar k shishee k samne betha tha..
1 aadmi ne pocha khan bhai kia karrahe ho..??
Pathan bola yar hum dekhraha hai k hum sota hua kesa lagta hai..