''billi dum kuy hilate he..........?
batano na kyun........?
batano na kyun ........?
mein batayo kyun? kyun k!!!!!!!!!! dum bili ko nahi hila sakhti''
Machar ne jo katha to dil mein junoon tha,
Khujli itni huyi,
Dil bay sukun tha!
Pakda to chod diya ye soch kar..
Ki sale ke rago mein apna hi khun tha.
''Punjaban: Maa aaj mai nay 1 larkay ko bewaqoof banaya
Maa: woh kaisay ?
Punjaban : may nay uss ka 500 ka note aapni sandle may chupa lia aur woh 2 ghantay tak meri braizer may dhondta raha''''
Ant: Whtz Ur Age
Elephant: 5 Yrs
Ant: But U r So Heavy
Elephant: Tan Ki Shakti , Mann Ki Shakti Bournvita. . .
Elephant: Whtz Ur Age
Ant: 18 Yrs
Elephant: But U r So Small
Ant: Fair n Lovly Lagao Aur Apni Umar Chupao. . . . ;->