2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!
Bhagwan to Man:BOL KIA CHAHIYE?
Man:MERI SHAADI AISH SE KARA DO.
Bhagwan:USKI 1 SAARI 1 LAC KI HAI,KHARCHA UTHA PAYEGA?
Man:KOI Solution????
Bhagwan:MALLIKA SE KAR LE………