1 waqt tha ap k message aise ate the jaise kisi ne ap k sar pe pistol rakha howa hai
aur wo ap se message karwa raha hai magr ab lagta hai k us ne goli mar di.
Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling... . . . . Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.