Kbhi ksi ko tang kya nhi karte

Kbhi ksi ko tang kya nhi karte
Kbhi ksi ko tang kya nhi karte
Yun bar bar misscall kya nhi karte
Jis ka mobile hai usko wapis kro
Insani cheezon se BANDAR khela nahin ka
  

May, 26 2010     141 chars (1 sms)     2400 views       Funny

more Funny SMS Messages

''1 Aadmi ny rat ko ghr jaty huay aik bht khubsort jwan lrki ko lift di,

Achank rsty main boht tez tofani barish shuro ho gai or un dono ko aik hotel main Room lena pra,

Itfaq sy room b sirf aik he khali tha,

Dono so gay or subha uth kr apny apny ghr chly gay.

MORAL:
mery sms gandy nahi hoty.
''Chalo dekhen faraz naya saal mere muqaddar me kya laya hai,
pichle saal kamino ne mera bohot record lagaya hai,
shair koi bhi ho naam mera lagaya hai,
kambakhaton ko na taras mere naam pe aya hai,
ab to koi apne bachay ka naam faraz nahi rakhe ga,
sunne me to ye ailan bhi aya hai,
dusre mulk walon ko bhi hairan karwaya hai,
faraz kon sa ajooba hai or pakistanio ne kahan se paya hai,
Itna mashoor to kisi ka baap bhi na tha,
star nahi kamino ne mujhe superstar banaya hai"''
Zaman Bohat Kharab Hai . . .


Boy To Girl: Kia Main Aap Ka Haath Choom Sakta Hoon . . . ?


Girl: Kion Maire Honton Pe Kaante Lage Hain Kia . . . ? ;->
Jageer Daar 1 Sardar Se: Agr Main Subah Apni Car Me Niklun To Shaam Tak Main Apni Aadhi Zameen B Nahi Dekh Sakta..
Sardar: Hamare Pas B Pehle Aisi Hi Car Thi.
Maantay Hain Lahore Lahore Hai.

Par Karachi Uska Shauhar Hai.


Karachi Main Bhi Ek Lahore Hai.

Jiska Naam "Gulistan-e-Jauhar" Hai.
Teacher: Humien Garibon k Saath Pyar se Paish Aana Chahiye.
Boy: Acha Ab Samajh me Aaya.
Teacher: Kya?
Boy: Yehi k Papa Aksar Maasi ko Galay Kyun Lagatay hain.
1 Pakistani
dozakh se nikla
or chup ker
Janat mai
chala gia

Farishton ne
pakerna chaha to

Cheekh ker bola
Koi paas na aye
werna
Khudkush
dhmaka kr donga ;->


Bush ka “Kutta” bush se roth gaya,
Ja k ganday nalay main doob gaya,

Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay,
Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay…:D
One Day Teeth and Tongue were in Conversation..


Teeth Said:
"If I just press u a little, you will get cut"


Tongue Replied:
"If I misuse one word against someone, all ur 32 will come out of the mouth... =P ;->
Faakey pe faka ho raha hai,
Naakay pe naka ho raha hai,
Hukumat ker rahi hai Mansooba Bandi,
Phir bhi Kakay pe Kaka ho raha hai.
Dil me Pyar Hai !

Ankho me Nasha Hai !

Baaton me Maza Hai !

Andaaz hee Juda Hai !

Dosti me Wafa Hai !

MASHALLAH isi Liye to Har Koi Mujh pay fida hai.. ;->


Husband: agr tm india me hoti to wha log zror tmhari pooja krty,
Wife:kya me husan ki devi jesi lgti hn?
.
.
.
.
.
Husband:
Nhi yar,
kali mata lgti ho.. =P ;->