"aaj se aap ke yaha...dhan... ki barsat ho, maa laxmi ka... vas... ho, sankatto ka.... nash... ho har dil par aapka... raj... ho, unnati ka sar par... taj... ho ghar me shanti ka.... vas... ho * HAPPY DIWALI *
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye...
This diwali tumko mile
Rathore ki Aim
Film stars ka Fame
Game show ka Jackpot
Hit film mein ek spot
Jadoo ki chhari
lots of crackers aur phuljhari
sab ka dher saara pyar aur dosti
and lots n lots of fun n masti
Wishing u a very HAPPY DIWALI!
Main aasha karta hun Ki iss diwali ke sunder mauke pe, Diwali ki aloakik Prakaash se, Tumhare dimaag main kuch ujala ho.. Aur tum insaano jaisi vyavhaar karna shuru kardo.. Happy Diwali 2011