Roza 10 Shaban,
2 Hijri ko Farz hua.
.
Roze ki fazilat ka hukam
Sorah Baqrah Ayat 183,184 main hua.
.
Har Cheez k lye Zakat hai
Aur Jisam ki Zakat Roza hai.
Woh Sehri Ki Thandak
Woh Iftar ki ronak
Woh asmaan ka Noor
woh Taron ki chamak
Woh Masjidoo ka sawarna
Woh Minaaron ka Chamakna
Woh Musalmaano ki Dhoom
Woh Farishtoo ka Hajoom
jee Haan
Just 1 day
RAMADAN
Start preparing to welcome this HOLY MONTH
Ramadan Mubarik
Mah-e-Ramzan se pehly ki Dua
Ae ALLAH!
Mjhy Ramzan k Lye Slamat Rakh
Or Ramzan ko Mre Lye Rehmat bana
Or Mere Lye Ramzan ko
Maqbol Bana kar Salamat Rakh
AAMIN
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,
Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
“RAMZAN” aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.
Prophet never proceeded (4 the prayer)
onthe Day of Id-ul-Fitr
unless he had eaten some dates.
Anas also narrated:
The Prophet used 2 eat odd number of dates