Woh sehri ki noraneyat,

Woh sehri ki noraneyat,
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,

Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
“RAMZAN” aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.
  

May, 27 2010     285 chars (2 sms)     2468 views       Ramdan

more Ramdan SMS Messages

May ALLAH honour U , Forgive U , Purify U , Accept Ur IBADAT & DUAS , Elevate U , Insprie U & Shower U With His NOOR , Mercy & Protection During " HOLY RAMAZAN "
In Ramzan:
.
UAE 60% discount on all food items!
.
Qatar every food item will sell on its cost price.
.
Kuwait 50% discount and buy 1 get 1 free on all food items
.
Saudia 30% discount on all food items
.
Bangladesh 5% discount
.
Pakistan 150% increase in the price of food items!
.
Sar Jhuka Kay Geo...
Roza 10 Shaban,
2 Hijri ko Farz hua.
.
Roze ki fazilat ka hukam
Sorah Baqrah Ayat 183,184 main hua.
.
Har Cheez k lye Zakat hai
Aur Jisam ki Zakat Roza hai.
1990 Dhol Wala Bhaiyon Sehri Ka Waqt ho Gaya hai uth jao.
.
.
.
.
.
.
.
2011 Dhol Wala:
Night Package Waalo Jaag To Rahay ho Sehri kar k hi sona.:-
zarurat hi nahi alfaz ki

dosti to cheez hai Ehsaas ke

pass hote to manzar hi kiya hota

door sa bhi khabar hai hume aapki har saans ki......!!!!!!
Hadees-E-Pak

"Khana Kha Ke Shukar Ada Karne Wale Ka Darja,

Sabar Karne Wale Rozedar Ke Barabar Hota Hai."

(Tirmizi, Hadees: 2021)
1 Month of Ramzan ...

4 WeEks of BaRkat ...

30 Dayz Of Forgiveness ....

720 Hours Of Guidance ...

43200 Minutes Of Purification ...

HaPpy RaMzAn ... (=
Chand Raat

Chand Raat Darasal Allah Ta,Ala Ki

Taraf Say Un Roza Daroon K Ley Inaam Hai,

Jinhoon Na Gunahoon Say Bachtay

Hoey Quran Suna Aur Qayam Kia
May this Ramadan bring in u the most brightest and choicest happiness and love you have ever wished for. May the festival of lights brighten up yours and your near and dear ones lives.
***RAMADAN MUBARAK***
shaitan asooosiation invites all members for the annual meeting to discuss their vacation of the month of ramzan so ur attendance as a senior member is required so be there and have a gr8 vacations
Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..



Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..





Log Roza Na Torh Den Eid ka Chand Samj kr... =P ;->
Ramazan ke pahley ashre men rehmat ki barsaten hain
Rozedar ki har din eid hain aur har shab baraten hain

Doosra ashara ramzan ka hai bakhsish ka saman liye
Raat ko ashkon se do liye sab jitne tune gunaah kiye

Teesre ashre men dozakh se bachne ki tadbeeren kar
Aalim hai to aamil ban mat zyada kar taqreere kar