I SMS Messages26216 messages

Bharamar koI ko MudnI par machal betha to hangama..
Humarey dIl maI koI khuaab pal betha to hungama..
Abe tak doob kar suntey the sub kIssa mohabbat ka..
maIn kIssay ko haqeqat maI badal betha to hungama..
Iss trah nhIn krty, raabta to rakhty
hen !
Thorra
mIlny julny ka,
sIlsIla to rakhty
hen !
ManzIlen buland hon to,
mushkIlen bhI aatI hen !
MushIklon sy
larrny ka,
hosla to rakhty
hen !
Jo tumhary
apny hon,
tum sy pyar krty hon !
Un ka haal kesa hy? kuch pta to rakhty hen !
DostI k rIshty ko torrty nhIn esy ! Roothy doston sy bhI,
waasta to rakhty hen !
Chorr jaany waly aksar lot kr bhI
aaty hen !
Lot kr wo aany ka, raasta to rakhty
hen . . !!
mIlaIn hm bhI kabhI tu k hIjab bhool jay
me swal bhool jaon wo jwab bhool jay
wo kIsI kheal mn ho aur IsI kheal mn hI
kabhI mery rasty mn wo gulab bhool jay
jo kabhI tu parhny bethy mujy harf harf dekhy
terI ankhIn bheeg jaIn tu kItab bhool jay
terI sooch pr hawI ho merI yad Iss tarh say
k tu apnI zIndgI ka ya nIsab bhool jaay
wo jo dekhy merI janIb tu bachon mn aIk gunah sy
usy dekh lon man Itna k sharab bhool jay
mujhy gham wo dey rha ha magar Iss py chahta ha
me hIssab rakh na paon wo hIssab bhool jay
zIndgee Kay Safar MaIn
KoI BhI Raasta Naheen DaIta
Zameen WaqIf Naheen bantee
Falak Saya Naheen DaIta

KhushI Aur Dukh Kay mausam
Sab Kay Apnay Apnay Hotay haIn
KIssee Ko Apnay HIssay Ka
koI KoI Lamhaa Naheen DaIta

Udaasee JIs Kay DIl MAIn Ho
Us''see KI Neend Urrtee Hay
KIsI Ko Apnee Aankhoon Say
KoI Sapna Naheen DaIta

Utthana Khud Hee Parrta Hay
Thakaa Tootta Badan Apna
Keh jab Tak Saans Chaltee Hay
KoI kaadhaa Naheen DaIta
Tum Nay MurjhaI Huway Phool Kabhe Dekehy HaIn?
DIl KI Qabroun Per paray
HIjer KI Lash KI Aankho Per Dharay
Tum Nay Uktae Huway Khuwaab kabhe Dekhey HaIn.?
Derd KI Palkoun Say LIptay Huway
Ghebraey Huway..
Tum Nay BeychaIn DuaaIn Kabhe DekhI HaIn?
Muhabbat K kInaroun Per BhataktI PhIrtI
Tumnay Dekha HaI Mujhay,,?
KIa Kabhe Dekha HaI Mujhay,?
Hazar un se muhabbat jatane wale haIn
Zamane wale bhI lekIn zamane wale haIn...
Bahar jIn ke naqsh-e-qadam pe nazan haI
Ye khush khuram qayamat uthane wale haIn...
Woh beqasoor haIn wada agar wafa na ho
Qadam qadam pe unheIn wargalane wale haIn...
TumharI chashm-e-karam ne jInheIn hawa de dI
Woh khush shanas kahan sar jhukane wale haIn...
UnheIn wafa-o-muhabbat ka tajurba hI nahIn
Jo bekhabar unsey apna banane wale haIn...
Shab-e-faraq sItaron se khaak dIl behle
Ke rafta rafta ye sab doob jane wale haIn...
Woh poochhte haIn to sab haal arz ker Aman
Ye Ittefaq kahan haath aane wale haIn...
raaz keh detay haIn nazuk sy Isharay akser
kItnI khamoosh MOHABBAT kI zubaan hotI haI
@Vo ke har ahad-e-muhabbat se mukarataa jaaye
DIl vo zaalIm ke usII shakhs pay martaa jaaye
Mere pahluu meIn vo aayaa bhII to Khushbu kI tarah
MaIn usay jItnaa sametuun vo bIkhartaa jaaye
@yaqeen-e-muhkam, amal-e-peham muhabbat fateh aalam
jIhad-e-zIndganI maIN haIN yeh mardooN key shamsheeraIN
@Wo Mujhay Toot Ker CHahay Ga Or choor JaIga.
Mujhay Khaber ThI Usay Ye Huner Bhe Aata Hay.,
@KhIzaan K Phool KI ManInd bIkher Gaya KoI
TumhIan khaber Na HoI or Mer Gaya KoI..
KIa bhala mujh ko parakhne ka natIja nIkla
Zakhm-e-dIl aap kI nazron se bhI gehra nIkla
TIshnagI jamm gayI pathar kI tarha honto per
Doob kar tere darIya maIn, maIn pyasa nIkla
Tor kar dekh lIya aaIna-e-dIl tu ne
TerI surat ke sIwa aur bata kIa nIkla?
Chaha na usne mujhe bas dekhta raha
MERI zIndagI se wo Is tarha khaIlta raha
Na utra kabI merI zIndagI kI jhel maI
BAS kInaray pr betha pathar phenkta raha.
Bht toty hoy haIn hm abI dstk nhI dyna

HmarI aankh hy pr num abI dstk nhI dyna

Mry yaro abI kuch dIn mry ahwal mt pocho

AbI dIl my hy us ka ghm abI dstk nhI dyna
KISI roz barISh meIn ghaR se nIklnA,

KhIzan meIn gIray tootay paton pe chlna,

Tapakne lage ga jb darakhton se panI,

TumhaIn yaad aye gI beetI kahanI,

Keh jb hm kIsI sham tm se mIlay thay,

Mohabat ke raston pe hm tm chalay thay,

Wo berson ke kIssay vo bataIn puranI,

TumhaIn yaad aye gI beetI kahanI.
dunIyaa se dIl lagaakar dunIyaa se kyaa mIlegaa
yaad-e-Khudaa kIye jaa tujh ko Khudaa mIlegaa


daulat ho yaa hukuumat taaqat ho yaa javaanII
har chIIz mItane vaalII har chIIz aanII-jaanII

yeh sab Guruur Ik dIn mIttII meIn jaa mIlegaa
aataa nahII.n palaTakar guzaraa huaa zamaanaa

kIyaa Khwaab kaa bharosaa kIyaa maut kaa thIkaanaa
ye zIndagII ganvaa kar kIyaa faayedaa mIlegaa