JAB BetI chokhat paar kray,
Aur Izzat ka byopaar kray,
JAB Baap kIIzzat khojaye,
JAB qaum kI ghaIrat so jaye,
JAB BhaI ko tanay mIltay hon,
JAB Behnon k dIl jalty hon,
JAB mauon kI nazren jhuk jaIen,
JAB saans labon pay ruk jaIen,
JAB sharm-O-haya ka aameza,
JAB aIk kanwarI doshIza
JAB bayshermI ko apna lay
JAB khud ko zIllat myn dhalay,
JAB ghaIr k senay lag jaye,
Aur apna aap ganwa aye,
To aIsI halat ko logo,
wo jIs ka naam tha sanson meIn
aur honton par....
wo por por meIn kuch Iss tarha otarta gaya
har ek gosha dIl khud bakhud mehakta gaya
hIna se naam hathelee pe bhI lIkha os ka
wo aIk shaks mujhe aaj Iss tarha se mIla
ke os ke chehre pe dekhI haIn ajnabI ankhen
Sara Sher DIl Ka Ghum Gheen HaI TerI Wo Baatey ThrpatI HaIn
TerI Wo Yaadey RulatI HaIn
Mar Kar BhI Tumey Na Bhool Payenge
Yeh KIye Howey Waadey InshALLAH Hum NIbahtey Rahey Ge
Yeh Kasam HaI TerI MerI DostI KI KIsI DIn Aana Azmana
Hum TerI Rahey Dekhtey Hongey