a SMS Messages26245 messages

Kyu Hame Kisiki Talash Hoti Hai
Kyu Dil Ko Kisiki aas Hoti Hai
Chand Ko Dekho Vo B Tanha Hai
Fir B Uski Chandni Se Roshan Raat Hoti Hai
Hasne Ki Chah Ne Itna Mujhe Rulaya Hai


Koi Hamdard Nahi, Dard Mera Saaya Hai
Hum Karte Hain Tum Se Pyar Tum Se Hi Pyar Karenge
aaj Ye Sari Duniya K Samne Iqraar Karenge
Kabhi To Jhalak Do Hamari In Tarasti Nighaon Ko
Phir Shaam O Saher Tumhara Hi Deedar Karenge
Tanha Si Zindagi Main

Chota Sa Saath Tumhara

Ittifaq Hi Sahi

Par Lagta Hai Hum Ko Pyara

Jaise akele Se 1 Parinde Ko

Mil gaya Ho aasman Saara
kisi k hissay mein ghar aya kisi k hissay dukaan aee

mein sub say chota tha meray hissay mein Maa aee
''Faraz'' ab koi sauda koi junoon bhi nahin
magar qaraar se din kat rahe hon yuun bhii nahin


lab-o-dahan bhi mila guftaguu ka fan bhi mila
magar jo dil pe guzarati hai,, keh sakoon bhi nahin


merii zubaan ki luknat se bad_gumaan na ho
jo tu kahe to tujhe umar bhar miloon bhi nahin


''Faraz'' jaise koi diya turbat-e-havaa chaahe hai
tuu paas aaye to mumkin hai main rahoon bhi nahin !!!
Kabi chahton mein chupa liya
Kabi Nafraton mein jala diya
kabi huns k hum ko mana liya
Kabi ansoun mein baha diya
Yea zindagi b ajeeb hai
kabi khushboo ban ker Bikher gai
Kabi Lumha bher mein guzer gai
kabi Jugnu ban ker Chamak uthi
Kabi Mil k Phir say bichar gai
Bohat masroof ho shayad...!

Hamrai yaad bhi tum ko nahin aksar satati ab,

Bicharnay tak se milnay ka,

Koi wada nahin kartay,

Koi khat bhi nahin likhtay,

Gila karna to chahtay hain,

Tumhari berukhi ka hum,

Magar us k liay kuch waqat bhi darkar hota ha,

Jo tum ko mil nahin sakta,

Kiyon k,

Bohat masroof ho shayad...!
Nazro Ko Nazaaro Ki Kami Nhi Hoti,

Fulo Ko Baharo Ki Kami nhi Hoti.

Fir Q Hme Yaad Karoge aap,

aap To aasman Ho,

Or asman Ko to Sitaro Ki Kami Nhi Hoti.
Nazro Ko Nazaaro Ki Kami Nhi Hoti,

Fulo Ko Baharo Ki Kami nhi Hoti.

Fir Q Hme Yaad Karoge aap,

aap To aasman Ho,

Or asman Ko to Sitaro Ki Kami Nhi Hoti.
Kagaz ki kashti thi,pani ka kinara tha.

Khelne ki masti thi, Dil ye aawaaraa tha.

Kahan aa gaye is jawaani ke daldal me,

wo bachpan kitna pyara tha.
Ek din tujse rutkar dekhna hai,

tere manane ka andaz dekhana hai.

abhi to do pal hi sath chale ho,

kab tak tum sath chaloge,

ek din yeh bhi dekhna hai.