a SMS Messages26245 messages

Teri Qainat Me a Khuda Mera Dil Kahi B Laga Nai

Jo Tasalliyan Mere Dil Ko De Mujhe aisa Koi Mila Nai

aisa na ho kay hum bhool jaay
door aitna na rahoo hum say

aisa na ho kay hum badal jaay
rothay aitna bhi na rahoo hum say

ais na ho kay hum nafrat samajh lay
chup aitnay bhi na rahoo hum say

ankho mai ansoo chupae nahi jate,
mukadar k likhe mitae nahi jate,

kaise churaon teri yadoon se daman,
dil mai basnay wale kabhi bhulae nai jate
Mai Os Ko Tamasha Sa Bana Deta Hoon aksar

Jo Dukh Meri Bardasht K andar Nahi Rehta

aMMI Ne Kaha "Jhoot K Paawo Nahi Hotay"

BaBa Se Suna "Sach K Liye Sar Nahi Rehta"

DoRaahay Pe Chup Chaap Kharra Toot Raha Hoon

Mai Khud Ko Bachaoon To Mera Ghar Nahi Rehta

Mai Ne To Tere Shehr Mai Kuch Khair Na Dekha

Tu Ne Muje Likha Tha "Yahan Sharr Nahi Rehta" o_O
ab mai ne ph0ne pey bachiy0n sy baten krna chorde hain. . .
pappu

hr kisi k0 meyassr hua to aam ho jaownga. . . ;->
Qissa abhi hijaab say aagay nahin barha...

Mein aap, wo, janab say aagay nahin barha...

Muddat huee kitaab-e-muhabbat shuru kiye...

Laikin mein pehlay baab say aagay nahin barha...

Lambi musafatein hain magar is swaar ka...

Paaon abhi rakaab say aagay nahin barha...

Logon ney sang-o-khisht k qilay bana liye...

apna mehal to khawab say aagay nahin barha...

Tool-e-kalaam k liye mein ney kiye sawaal...

Wo mukhtasar jawab say aagay nahin barha...
Vo rulaa kr hans na paayaa der tak,
Jab main ro kar muskuraya der tak

Bhulana chaha agr us ko kbhi,
aur bhi vo yad aayaa der tak

Bhuukhe bachchon ki tasalli k liye,
Maan ne phir paani pakaayaa der tak

Gun_gunata ja raha tha ik faqiir
Dhup rahatii hai naa saya der tak
ye acha hai k bohat acha nahi houn mein,

dukhee ho ga na koi mere chaly jany k baad...
mohsin tum ny dekha hai kbi sehraa mei jhulasta hua darakht,

isi tarah jeety hain wafaoon ko nibhany waly.
ub tu meri tanhai bhi mujh se uljh pardhi hai"amir"

meri siskaon ne use jaga daya hai,,,,
taalash meri thi aur BHaTaK raha tha wo.
dil mera tha aur DHaRaK raha tha wo.
PaYaR ka taaluq ajib hota hai.
payas meri thi aur SISaK raha tha wo.
Yahi hai zindgi kuch Khvaab, chand ummiiden,

Inhiin khilaunon se tum bhi Behal sako to chalo