a SMS Messages26245 messages

tumam umer karta raha jis ki muhabat ki ibdat..

jub mohabat mali tu meri pass zindgi na rahi
sahil k sakun se hme inkar nai magar..

tufanon se kashti nikalne ka maza aur ha,,
nikla tu tha naye dil ki talash main manzil pe aMI....

raste pe mila wohi dil zakhmi halat main k raham aa gaya..
kash aisa koi tum b moujzah kardo.

meri har hasrat har arzoo ko fana kardo.

ya to wafaon ka dars tum b seekh lo.

ya to apni tarah mujhe b bewafa kar do...
album May Meray aaj Bhee Mehfuz Hain
Yadoon Kay Phool Gham K Dhanak Chahatoon K Rung
Zabt Kerty Hain To ankhon Sai Lahoo Behtey Hain
Shikwa Kerty Hain To andesha-E-Ruswai Hai
main bhi mohabt ko manya tha eid ki terha"aMI"

ek chand nikla tha mare shahr mia bhi nigahon se ojal ho kar..
un ankhon mai bhi halki si nami rehti hai...

baat krte hain jo aurun ko hansaney k liye..
boht yaad aayen gi tujhe meri beylos wafain.

jb main teri zaat k sehra se nikla jaoon ga,,
tujhy mohabt krna nahi aata...

mujhy muhabt k siwa kuch nahi aata..
ye sitam nahi tu aoor kia hai "ami"

woh khawabon ma b ata hai kisi aoor k sath..
u sne milne k lye bulya bhi to ajeeb raste ka intkhaab kya"ami"

rukta tha tu paon pe chubte thy kante chalta tha tu dman ko pakrthy thy kante..