a SMS Messages26245 messages

Ramazan Mubarak Ho!

* Roza 10 Shaban, 2 Hijri Ko Farz Hua
* Rozay Ki Farziat Ka Hukm Sorah Baqarah, ayat 183,184 Me Hua.
Shama-E-Hidayt
Tasbeehs For Ramazan
1st ashra-alhamdolillah
2nd ashra-astaghfirullah
3rd ashra-allahumma ajarni Minun Naar
Send To Many People and Get Swab In afterlife.
Panjgana Ho Namaz Ke Haj-o-Zakat Ho,

Hum Sab Ruju Karte Hain Rahman Ki Taraf,

Lekin Karam Ki Hadd Hai Ye Rab-e-Kareem Ki,

Ramazan Chal Kay aata Hai Insan Ki Taraf..!!
(Sehri Ki Barkat)
605,
Hadis-E-NaBI(S.a.H.W)
HaMaREY Or Ehl-E-Kitaab K ROZON K Darmiyan Farq Karney Wali Cheez
" SaHERI Khana " Hai . . . /
Bhool Kr Khane Peene Se
Roza Nahi Jata.
*aL HaDEES*
Jis Roz.E.Dar Ne Bhool Kr
Khaya Piya, Usey aLLaH Ne
Khilaya Pilaya-
Bahar.E.Sharyat
V-05 Pg-422
Be-Zabano Ko Jab Wo Zaban Deta Hy

Parhen Ko Phir Wo Quraan Deta Hy

Bakhshne Pe aaye Jab Ummat k Gunaho''n Ko

Tohfey Mein Gunahgaro''n Ko "Ramzan" Deta Hy
Hadees-E-Pak

"Khana Kha Ke Shukar ada Karne Wale Ka Darja,

Sabar Karne Wale Rozedar Ke Barabar Hota Hai."

(Tirmizi, Hadees: 2021)
Ya Rab Is Soe Hoe Insan Ko Jaga De,
Bistar Hai Is Ka Narm Tu Pathar Ka Bana De,
Khatmalon Or Macharon Ki Duty Is Par Laga De,
Jis Ki Hawa Se Wo Madhosh Hai Us Pankhay Ko Tu Jala De,
Or Kuch Nahi To Bas Esay aek Saza De,
Khowab Mai Esay Koi Is K Jesa Bhoot Dikha De..
Sehri Mubarak..:-D
DUa
Ya allah hum tujhse mangtay hain,
aisi Maafi jiske baad Gunah na ho,
aisi Hidayat jiske baad Gumrahi na ho,
aisi Raza jiske baad Narazgi na ho,
aisi Rehmat jiske baad azaab na ho,
aisi Kamyabi jiske baad Nakami na ho,
aisi Izzat jiske baad Zillat na ho,
Ya allah mujhe Dunya aur aakhirat ki Zillat se bacha,
Mustaqbil k aanay waly dinio main sukoon sukoon ata Farma,
Fwd karne se kitne log DUa mangain gy.
Pata nahi pata nahi kiski dua hamary haq main behtari kary
Chand Raat

Chand Raat Darasal allah Ta,ala Ki

Taraf Say Un Roza Daroon K Ley Inaam Hai,

Jinhoon Na Gunahoon Say Bachtay

Hoey Quran Suna aur Qayam Kia
Raat Ko Naya Chand Mubarak,
Chand Ko Chandni Mubarak,
Falak Ko Sitare Mubarak.
Sitaroon Ko Bulandi Mubarak.
aur aap Ko Hamari Taraf Se:-
RaMaDaN MUBaRaK
Hazrat Mohammad (S.a.W) Ne Farmaya:

allah Taalah Farmatay Hain,

"aulaad-E-aadam Ka Har amal 10 Guna Bharta Hai Siwaye Roze Ke,

Roza Mere Liye Hai aur Main He Roze Ki Jaza Doon Ga."

(BUKHaRI SHaRIF)