a SMS Messages26245 messages

Faqat is liye hum ne Mehfilon main jana choor diya hia Faraz..

K koi Poch he na ley "aap ka Result kab aa raha hai"??
pehli mulaqaat thi aur hum dono hi be bass thy FaRaZ.

wo zulfain na sambhal paaye aur hum khud ko...
srif samundar hi py moqoof nahi madd-o-jazar..faraz.

chand to dil mein bhi toofaan utha deta hay,,,
pichly baras tha khoof tujhe kho na doon kahin

ab k baras ye dua hai tera samna na ho
Baha k aansoo mere woh kehte hain Faraz.....

Tumhari aankhoun main pani kitna Haseen lagta
hai...!!!


Nawaz aur Shehbaz Dekh Rahe Thy Jahaz,
.
.
Wah Wah....
.
.
.
Nawaz aur Shehbaz Dekh Rahe Thy Jahaz,
.
.
.
Dono Ki Tind Per Chammat Mar K Bhag Gya FaRaZ :)

Submited in : Faraz SMS

Characters : 187 | Sms Length : 2

Share
Submitted By Shehryar From attock ( 0092123456789 )
halaat ne tor daya kachay dhagay ki trha warna faraz.

mery waday b kabhi zanjeer hua kartey they..
teray darshan ko aa jatay hain teri galion main "faraz"

warna sara shehar baqi hai faqat awargi k liye
waqt-e-rukhsat usney murr kar istarah dekha"faraz"

main dil pe haath na rakhta to dil nikal jata...
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.
abhi tak aks hai,glass ki nok per us k honton ka,

faraz

zalim ne mri pyas pr b pehre lga dye...
" Bohut udas se rahne lage ho

"FaRaZ"





.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Shayad tumhara bhi result ane wala hai.."