a SMS Messages26245 messages

Bagon mein phool khilte rehenge...
Raat mein diye jalte rehenge
dua hai khuda se...
aap khush rehein hamesha,baki,
hum to hamesha...
tang karte rahenge...
Dil se tera khayal na jaye to kya karu?
tu hi bata teri yaad aaye to kya karu?
hasrat hai ki ek nazar tujhe dubara dekh lu
kismat woh lamha na laye to kya karu?
Kya kahu tumhe?
Khwab kahu to bikhar jaoge!
dil kahu to tut jaoge!
lo, tumhara naam zindigi rakh deti hu...
to maut se pehle hamara saath na chor paoge...!
Kisi ki dhadkan ke piche koi baat hoti hai...
har dard ke piche kisiki yaad hoti hai...
aap ko pata na hoga...
apki har khushi ke peche hamari faryaad hoti hai!
Ho sakta hai ki hum saath reh na paye...
ek dusre se kuch keh na paye...
itni nazdikyan mat badaiye humse...
ki hum...
duriyon ko sehna paye...!
Mere aane ki aahat pe shama jalai hogi...
kabhi judai ke gum se aakh bhar aai hogi...
fikar na kar mere yaar...
us rabne milne ki koi to sham banai hogi...!
Bheed mein reh k bhi khud ko to main tanha paoon
Kon hai mera siwa tere main kahan jaoon ?
apne hathon se nasheman ko jla loon kaise
main tujhe is dil se is dil se nikaloon kaise?
ashk palkon mein chupa loon kaise?
Chaman ko sajayay bohat din huay,
Tumhain pass aayay bohat din huay.
Kisi din achanak chalay aao tum,
Hamain muskarayay bohat din huay.
sitaro ko roshni ki kya zarurat, ye to khud ko jala lete he, ashiqo ko wafa ki kya zarurat, wo to bewafa ko bhi pyar kar lete he
Chaman ko sajayay bohat din huay,
Tumhain pass aayay bohat din huay.
Kisi din achanak chalay aao tum,
Hamain muskarayay bohat din huay.
Dushman mere khusiyOn ka zamana hi nahi tha
Tum ne bhi kabhi apna to jana hi nahi tha

Kia karta akaila main saja kar kOi mEhfil
Jab shehar main kisi ne nibahna hi nahi tha

Dil ne to bOhat chaha magar kis tarah jeetay
JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha

Mur mur k dekhta raha maiN Umar bhar magar
Tum aaye nahi tum ko to aana hi nahi tha

aik rasta bacha tha wO bhi lotne ka tha
Jata main kahaN kOi thikana hi nahi tha

ab jhuk k mere lash ko jhinjhOr rahe ho
Jaise tumhare "SHaYaR" ko jana hi nahi tha
Yaad kar ke Mujhe Taqleef to Hoti Hogi...
aik Qissa Hoon Puraana sa Bhula De Mujh ko...
Dubte Dubte aawaaz teri soon jaaoon...
aakhri Baar Tu Saahil se Sada De Mujh ko !!!!