Jala daali zaalimo ne meri dukan,
Es se to acha tha jala dete mujh samait mera makaan.
Ab kahan se kama k k
hilaounga apne gharane ko,
Jab ghar main
hi na
hi hoga raashan o samaan.
Mera qasoor kya tha aey zalim jalane wale,
Na main hamla awar tha na wo mera mehman.
Meri zindagi bhar ki kamaai aik pal main jal gai,
Aur tum kehte ho sabar kr.. na ho halkaan?
(Dedicated to those 5000 karac
hi shopkeepers whose shops burned out last nite...