Aankh se Lahhu na Bahaya kar,
Ae Dil usey kab
hi to Bhool jaya kar.
Dekhna woh aik Din tujhe chor jaye ga,
Na usey itna Sataya kar.
Itna Aitbaar b
hi Acha na
hi hota,
Usey har aik Baat na bataya kar.
S
hiddat-e-Gham se Seena phat jaye ga,
Aankh se kuch Aansoo Bahaya kar.
Us jaisa tujhe kaheen mil na
hi sakta,
Hazaar baar Roothe Hazaar baar Mannaya kar.
Yahan baad Muddat koi Sukh milta hai,
Hath aai Khus
hi yun na Ganwaya kar.