jaane kyun wo saanso k
i dor tootne nah
i deta
bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nah
i deta
baat kehta ha
i wo mujhse hans hans kar jee lene k
i
ajeeb shakhs ha
i mujhko cha
in se rone nah
i deta
aaj hausla deta ha
i mujhe chaand s
itaro ko chhu lene ka
wo pyara sa chehra mujhe tootkar b
ikharne nah
i deta
shayad jaanta ha
i wo bh
i in aankhon men aansuo ka sa
ilaab ha
i
jaane kyun f
ir bh
i wo
in aansuo ko g
irne nah
i deta
mujhse kehta ha
i, “ma
in to mar jaunga tumhare b
ina“
ma
in z
inda hun ab tak ke wo mujhe merne nah
i deta..