kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare,
Taqdeer
ko jagaane, uth ne
kiyan
kamane,
Jannat men ghar banane, har simt hain ujiyare,
kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare,
Ye waqt imtihan hain jo
kuchh bhi hai hay ayan hai,
Jo is
ka qadrdaan hai wo sha
khs
kaamraan hai,
haq
ke samajh ishaare, uth rozadar pyare
Gam
ki dawa hai roza, dil
ki giza hai roza,
sabr o raza hai roza, fazl e
khuda hai roza,
kya
khoob hai nazare, uth rozadar pyare,
Taqdeer
ki sada hai, Iman
ki fiza hai,
Maahol dilruba hai, har fard padh raha hai,
Quran
ke sipaare, uth rozadar pyare,