Aik Bihkari Ne Ghar Ke Bahir Se Awaaz Lagai: Babu Jee Roti Milay Gi...
Andar Se Awaz Aai: " Biwi Ghar Per Nhi Hai"
Bihkari: Me Ne Roti Mangi Hai "Chummi" Nhi..
1st Sardar:
Yaar Koi Aisa Karobaar Bata Jis Men Zyada Munaafa Ho?
.
.
2nd Sardar:
Aisa Kar Sardiyon Men Sasti Baraf Le Kar Garmiyon Men Baich Dey.. :-)