hazrat ali SMS Messages17 messages

Loag Piyar Kay Liey Hotey Hn AOr Cheezen Istemal K Liey Baat Tb Bigarti Hay Jab Cheexoon Se Piyar Kia Jaey AOr Logon Ko Istemal Kia Jaey
hazrat ali Razi Allah-O-Taaala Anhoo.
Loag Piyar Kay Liey Hotey Hn
AOr Cheezen Istemal K Liey
Baat Tb Bigarti Hay Jab Cheexoon Se
Piyar Kia Jaey AOr Logon Ko Istemal Kia Jaey
hazrat ali Razi Allah-O-Taaala Anhoo.
Sabr Ko Emaan Se
Wohi Nisbat Hy Jo Sar
Ko Jism Sy Hy
Jis Terha Bagher Sar k
Jism Bekaar Hy Isi
Trha Bagher Sabr k
Emaan ...

hazrat ali R.A
Sunehri Aqwaal
-
Elm Wo Shajr Hai Jo Dil Men Ugta Hai Dimagh Mein Palta Hai
Aur
Zaban Se Phal Deta Hai
-
hazrat ali (A.S)
Jis ne tmhare sath burayi ki ho,
uske sath tum ehsaan kar k uska badla de do,
kyun k ehsaan bad-zubaano ki zubaan band karta he.!
hazrat ali (R.A)
Azmat k 4 Minaron k 4 Azeem Aqwal:
Insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge,
Hazrat Usman Ghani R.Z
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro,
hazrat ali R.Z…
Jab Tumhara Dil Gunah ke Kamon mein Lagna Shuro ho Jaye to Yeh is Baat ki Daleel hai ke Tumhara Rab Tum se Naraz hai…’
hazrat ali (Razi Allah ta-ala Anho)


'Insan khud qabil-e-aithibar nahi hota, bal k uska kirdar aur uski sachai usay qabil-e-aithibar banati hay (hazrat ali A.S.)'
zindagi ustad se b ziyada sakht hoti he
ustad pahle sabaq deta he phir imtehan leta he
lekin zindagi pahle imtehan leti he phr sabq deti he...............
by hazrat ali
Allah Ki Rehmat Pe
Yaqeen Is Qadr Rkho
K Ager Tumhe Malom
Ho K Puri Dunya,
Jahanum MEin Jay Gi
Sawaye Aik K To Umeed
Rakho Wo Tum Ho.
hazrat ali R.S”
Kisi ko tum chaho aur woh tumhein thukra day,
Yeh uski badnaseebi hai. Koi tumhein na chahey
aur tum usse zaberdasti apna banana chaho,
ye tumhare nafs ki zillat hai
hazrat ali (A.S)
Ikhtiyar, taqat aur daulat milne par log badaltey nahin
balkey be-naqaab ho jatey hein
hazrat ali (A.S)