wo chand chup gia mujhe raat sonp kar,
Aankhoon ko intezar k lamhat sonp kar,
Aik shaihas tha jo mujhy se bichar gia,
Aankhoon ko meri mosam barsaat sonp kar.
Woh bewafa hamara imtihaan kya legi,
milengi nazron se nazar toh nazar jhuka legi,
use meri kapar p diya jalane ko math kehna,
woh nadaan hain doston apna haath jala legi...!!