Baadalon ki tarha

Baadalon ki tarha
Barish k baad aksar mera dil doob sa jata hai "Faraz",
.
.
.
K tu bhi kahin mujhe chor kar chala na jaye baadalon ki tarha.
  

Mar, 03 2011     123 chars (1 sms)     1970 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Ik umr ki judai mera naseeb kr k,

Wo tu chla geya hai batein ajeeb kr k.

Tarz-e-wafa ko uski kya naam doon, "Faraz"

Khud door hona chahta ha mujy qareb kr k
Main ne to aaj tak coca cola nahe pee faraz,

Mgr

Jb toilet jata hoon to awaz aati hai brrrrrrrrrrrrr. .!
Hum to aaghaz-e-muhabbat me lut gaye hay faraz

log kehte hay k anjam bura hota hai
Abhi tu mien ne hakeem ki sari dwai nahi khai thi "fRAZ"

AuR wo kehti ha....

.

.

.

.

.

Tuba Tuba kra ditti tu zalma...
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...
Kisi Mast nigah main doob ja Faraz..

Bara Haseen Samudar hay khudkushi k liye!!!

Creativity...


Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge,
FARAZZ
Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge
baraish me bhegna osy bohat pasand tha "faraz"

ab me rota hon to wo nazar q nahi aata.
Kaisay Dor-E-Jahalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz"

Yahan Aadam Ka Beta Khush Hota Hai, Hawa Ki Beti Ko Benaqab Dekh Kar.!!!


Mera us sheher-e-adaawat mein Basera hai Faraz..
.
Jahaan Log sajdon mein bhi Lagon ka Bura chahtay hain.
Dharkan ruk gai meri ye sun kar. Faraz,

Jab lite gai tou kam wali ney kaha
“what da hell is this” !!!!
"Main Barson Sy Jannat Ki Talaash Mein Nikla Hua Tha..,

faraz...

Laikin Thak k Aaj Phir "MAA" K Qadmou Mein Aa Gira....!!