Mohabat Ki Nigah

Mohabat Ki Nigah
Nigahen Us Pe Parti Hain
Jis Se Kuch Ta’aluk Ho “Faraz”

Har Shakhs Mohabat Ki Nigah
Se Dekha Nahi Jata….!
  

Mar, 09 2011     107 chars (1 sms)     1969 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Hamari aur unki zindagi K ghum k andhrey main bus thora hi farq hai



FARAZ



Hamari light 7 baje jati hai or unki 8 baje.;-)
Hum to uski har khuwahish puri karne ka wada kar baithy "Faraz",
.
.
.
Humein kya pata k humein chorna bhi uski ek khuwahish thi.
ajab hai

"RASAM-E-ULFAT" ay

"FARAZ"

dil hamara hai magar
"IKHTIAR"
kisi aur ka hai...
"BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla
Hum Raaz Ko Raaz He Rakhtay To Acha Tha Faraz!




Yun He Chahat Ka Bata Kar Unhain Maghroor Kar Diya.
In Sardiyon Main Romance Acha Nahi



FARAZ





Geezar Tera Kharab Hai Kuch To Khayal Kar...!
Hum to england me chanda
jama ker rahay they
Faraz
unhon nay to match fixing
ka ilzaam laga dia:)
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~
Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha

Iss Dafa Barshein Rukti He Nahi Faraz,

Hum Ne Ansu Kia Piye Sare Mosam Ro Pare !!!!
Jo mil gaya uska shukar ada kiya karo"Faraz"
.
.
.
.
Zaruri nahi hai k har baar chai k sath samosey hon.
ab to aankhion main simati nahi koi surat faraz,


kash mainy usay ghor se na dekha hota ....
Suna hai asar hota hai baaton me,
tum bhi bhul jaoge do char mulaqato me.
humse ruth kar jaoge kahan,
tumhari dosti ki lakir hai in hathon me.