Subha shaam teri Yaad
aave hai,
Sari sari raat jagavey hai,
Karne ko to kar lu call
tujhe,
Per kambakhat customer service ki larki balance low
batavey hai,
Manzil ki taraf barhtay raho,
Jo dil kahe woh kare woh raah chuno.
Peeche walon ko aagay mat aanay do.
Or jo aagay hain unse aagy niklo.
.
Tub he ek achay Truck Driver ban pao gay.