Le kr Ana Usy

Le kr Ana Usy
*Le kr Ana Usy Mere JanazY MeiN Ek Akhri HaseeN MuLaqat to ho gi..!
*Mere Jism Mein Jaan to Ni Hogi Magar Meri jaaN Mere Jism k PasS To ho Gi..!

?Ibrahim Mughal?
  

Feb, 27 2015     165 chars (2 sms)     9569 views       Love

more Love SMS Messages

''Bhchrny par mojhe aiksa rahe hay''

''Woh ab katna badilti ja rahe hay''

Snhbhlon kase us Resham badn ko

''Wo haatun sy phslti ja rahe hsy''
Uski Batein To Phool Hon Jaise
Baki Batein Babool Hon Jaise

Choti Choti Si Uski Do Ankhen
Do Chameli Ke Phool Hon Jese

Uska Hass Kar Nazar Jhuka Lena
Sari Shartein Kabool Hon Jaise

Kitni Dilkash Hai Uski Khamoshi
Sari Batein Fezool Hon Jaise

Uski Batein To Phool Hon Jaise
Baki Batein Babool Hon Jaise.
T h e h e a r t
w a s m a d e
t o b e
B r o k e n.

|-Oscar Wilde-|
Things base and vile, holding no quantity,
Love can transpose to form and dignity.
Love looks not with the eye, but with the mind,
And therefore is winged Cupid painted blind.

~ William Shakespeare ~
love is a constant battle between heart and mind
true love is when they agree.
REMEMBER that there will always besomeome who remember u
everyday with or without messages!or calls!THATS ME!!LV U
zindagi mili zra c thi,
kuch es m kami zra c thi

wo roz hota gaya pass mere
lekin phir b dori zra c thi

qasoor chachme awara ka zada tha
meri to marzi zra c thi

muhabbat bant di us ne zamane bhar m
jo mere hisse m ae zra c thi
Pyaar Se Pyaari Koi

Pyaar Se Pyaari Koi Majburi Nahi Hoti,
Kami Apno Ki Kabhi Puri Nahi Hoti,
Dilon Ka Juda Hona Ek Alag Baat Hai,
Nazro Se Door Hona Koi Doori Nahi Hoti.
Umeed-e-wafa na rakh un logo se…
Jo miltay hain kisi se..
Hotay hain kisi k
I love two things,
a rose and you.
A rose for a short while,
but you the rest of my life
Anmol Ankhon Mein Jo Tahreerain thi

Honton Pe Wo Bol Na Thay

Hum Thay Uss K Payar K Aashiq

Bas Hathon Mein Kashkol Na Thay

Hum Ne Usko Toot K Chaha

Ye Uss Ka Haq Tha

Lakin

Wo B Hum Ko Toot K Chahe

Hum Itne Anmol Na Thay...!


Bachpan ke dukh bi kitne ache the,

tab to sirf khilone tuta karte the.

Wo khushiyan bi na jane kaise khushiyan thi,

titli ko pakad ke uchhla karte the.

Paoon maar ke khud barish ke pani mae,

apna aap bhigoya karte the.

Ab to ek aansu bi rusva kar jata hai,

bachpan mein to dil khol ke roya karte the.