Office may Kaam hote hain...
Galtiyo ka sama hota hai....
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai....
Aisa hai dostana hamara,
mein kisti tu kinara ,
mai dhanush tu teer ,
mai matar tu paneer ,
mein barish tu badal ,
mai rajma tu chawal,
mein hot tu cool ,
mai April tu fool
A pathan & his wife were waiting for train.
Itne me KHYBER MAIL aa gai.
khan bhag k train me charha or apni wife se bola: Jab KHYBER FEMALE aye to aajana . . . ;->