Intazar SMS Messages22 messages

Bari shidat se Intazar hai us sawal ka


jis k jawab me hum kahein
Qabool hai
qabool hai
qabool hai
Karachi k Bharam Baaz Dialog:

"Abay chal teri to"

"Us ki to mein"

"Bus kar zyada mat Phenk"

"Chal nikal"

"Koot dy salay ko"

"Or Party"

"Dimagh ki dahi"

"Ye cheez dada"

"Bachi dekh"

"Teri Bhabi se baat kr rha hon"

"Hat gai na"

"Abe dhkkan"

"Ptli Gali pakar"

"Lash yaar"

"Chal phhoot le"

"Latak mat"

"Teri wali ja rhi hai"

Ab Intizar kis bat ka hai,
Aakhir ye SMS karachi ki pehchan hai.
phenk de market me.'
Sirf ik bar kehdo,
sirf ik bar kehdo,
plz ik bar kehdo,
abh Intazar nahin hota,
abh sabar nahin hota,
keun nahin khatee ho tum......
ka aqqal bareee ka bhaeenss.
hum rat ki tanhai men apko awaz dia karte hain ,
sitaron se apka zikar kiya karte hain.
aap aain ya aain khwabo me ,
hum apka Intazar kiya karte hain.
UN KO TO BHOOL KR B NA AAI HAMARI YAD
OR HUM Intazar-E- SHOQ MEN JAN SAY GUZAR GAYAY.
DEDICATED TO MY FRIEND ......MUZA,,IL MUSTAFA
TUSI dor gay te asi Intazar kita tusi kol aya ta payar kita tusi rus ga taa asi sorry kita tusi yaad aya ta asi misss kita jado0on misss kita ta sms kita par tusi ki kita ....bolo bolo tel tel ... (-_-)
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota …

ager or jeete rehte tu yehi Intazar hota
kahoon kiss se main k kia hai …
shab-e-ghum bori bala hai
mujhe kia bora tha marna ..
ager aek baar hota

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota ..

koei mere dil se poche
tere teer neem kash ko
yeh khalish kahan se hoti ..
ju jiger k paar hota
tere wade per jiye hum..
tu yeh jaan jhot jana ..
k khoshi se mar na jate ager etbaar hota ..

yeh na thi humri kissmat k wisaal-e- yaar hota

yeh kahan ki dosti hai ..
k bane hain dost saqi ..
koi chehra saaz hota ..

tu yeh na ghumm saath hota
RULES OF SUCCESS

1)Agar, Rona Chatay Ho Tu ALLAH K Azaab Ko Yad Kr K Ro,

2)Khana Chatay Ho Tu ALLAH Ka KhoF Khao,

3)Peena Chatay Ho Tu GUSSA Peo,

4)Pehanna Chatay Ho Tu Sharam-O-Haya Ka Libaas Pehno,

5)Intazar Chatay Ho Tu MOUT Ka Karo,

6)Khatam Karna Chatay Ho Tu NAFS Ki Khuwaish Ko Khatm Karo.../
abhi tu ishq mai aisa bhi hal hona hay
k ashk rokna tum say muhal huna hay


har aikh lab pay hain mere wafa k afsanay
teray sitam ko abhi la-zwal hona hay


yaja ka khara hain lakin bahar ki rut main
yah tay hay ab k hamain bhi nihal hona hay


tumhain khabar hi nahin tum tu lout jaou gay
tumharay hijar mai lamha bhi saal huna hay


hamari rooh pay jab bhi azab utrain gay
tumhari yad ko iss dil ki dhal huna hay


kabhi tu roay ga woh kisi ki bahon main
kabhi tu us ki hansi ko zawal huna hay


milain gi hum ko bhi apnay naseeb ki khushian
bas yah Intazar hay kab yah kamal huna hay


har aik shakhs chlay ga hamri rahoon per
muhabbaton mai hamain woh bay misal hona hay
Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus
Itna hi zindagi ka khasara hai aur bus

Kesay kahoon keh us ka irada badal gaya
Such to yehi hai us nay pukara hai aur bus

Dunya ko is main dard ki shiddat kahan milay
Aankhon say toot’ta hua tara hai aur bus

Lafzon main dard e hijr ko mehsoos ker kay daikh
Kehnay ko main nay waqt guzara hai aur bus

Ab in main koi khwab sajanay nahi mujhay
Aankhon ko Intazar tumhara hai aur bus

Main nay kaha keh khwab main dekhi hain barishain
Us nay kaha keh ik ishara hai aur bus.
Tere firaaq ke lamhay shumaar kertay huay
Bikher gaye hain tera Intazar kertay huay
Wo keh rahi thi samunder nahin hain aankhain hain
Main un main doob gaya aitabaar kertay huay
Wo Tum Na Thai Ek Khayal Tha,
Meri Soch Ka He Kammal Tha,
Wo Mohbbaten Wo Chahhatain
Meri Uljhanoon Ka He Jaaal Tha
Meray Dil Mai Thi jo Ronakain
Wo Tera He Husn_E_jamal Tha,
Jawab Jis Ka Mila Nahi
Wo Aise He Ek Sawaal Tha,
Wo Aaj Mila To Yun Laga
Wohi To Hai Jis Ka Intazar Tha,
Use Yaad Kaise Na Karoon
Use Bhoolna To Muhaal Tha,
Ab Us Ki Kya Main Misal Doon
Wo To Apni Misal Ap Tha,,,,,,,,,,,,,,,,,