dilon SMS Messages49 messages

Tairy Tarz-e-tagaful sai hamain kia gila dost
.
Shayed hamain hi nahi ata dilon mai ghar karna
Dosti insan ki zaroorat hai,
dilon pe dosti ki huqumat hai,
Aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna
Khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
Apni aarzuon ko dil hi me maar dalo or dilon ko in me na marne do [hazart umer bin abdul aziz r.h]
Ye mohabbat k haadsay aksar dilon ko toar dete hain,

tum manzil ki baat karte ho log rahon pe chor dete hain.
dilon ko khareedney wale hazar mil jayege,
Aap ko dagha dene wale bar-bar mil jayege,
Milega na aapko hum jesa koi,
Milne ko to dost beshumar mil jayege.
DUKHTY dilon KE SADA MATAM-E-HUSSAIN(as)….

YANI KHIRAJ-E-SEEL-E-WAFA MATAM-E-HUSSAIN(as)

ME SOACH HE RAHA THA ILAJ-E-GUM-E-HIYAAT….

BE SAKHTA KISI NY KAHA MATAM-E-HUSSAIN(as),..
chhor de atibar qismat ki lakiron pe faraz

jo dilon me bas jaeye wo lakiron me nehi hotey.
Mohabat phir Muhabat he....

Kbi Dil se nhi jaati,

Hazaron rang hain is k,

Ajab hi dhang hain iske,

Kabi sehra.

Kabi darya,

Kabi jugnu,

Kabi aansu,

Hazaro roop rakhte he,

Badan jhulsa k jo rakh de

Kabi wo dhoop rekhti he,

Kabi ban kar ye ek jugnu shab-e-gham k andheron main

dilon ko aas deti he,

Kabi manzil kenaarey par piyasa maar deti he,

Aziyat hi aziyat hai,

Magr

Ye b haqiqat he,

Muhabat phir muhabat he

Kabi dil se nhi jaati...
chhor de atibar qismat ki lakiron pe faraz

jo dilon me bas jaeye wo lakiron me nehi hotey.
rakha jab sajdy main sar tow ehsaas hua aey musalmaan,
dilon maen to khuda ko basaya nahi sajdy mein kis ki talash hy??
Intahai educational shair arz hai..!!

Honton pe hai lipstick aur naina kajal se lais...

Neutralization Takes place when acid react with base...
.
.
.
.
Uski zulfoon ne na jaane kitne dilon ko lgai thais...

Tangent theeta is equal to perpendicular upon base. :-P
Maa Ki Jyoti Se Noor Milta Hai.
Sabke dilon Ko Surur Milta Hai.
Jo Bhi Jata Hai Mata Ke Dwar,
Usse Kuch Na Kuch Zaroor Milta Hai.