husan SMS Messages31 messages

Tumhari deed se mere hossh fanaa ho jaattey hain,,
Tumhare husan par Naqab ka haq to banta hai...
Sirf Iss Shooq Mein Poochi Hain Hazaron Baatain

Keh Main Tera husan, husan-E-Biyan Tak Dekhon...!!
MujK0 Malom Nhi Husun Ki "Tareef
Mgr
Haqiqat Me Haseen Sirf "Whi he"Jis Ne ApKo Msg Kya He
.... <(',')>
) (
// uff , ammi meri nazar utaren..
A Beautiful line by "HumAyuN":

"Quraan ki aayetoun me itna husan hy kye


Be-zameer Logoun se parda kr Leti hyn."
Dil dharkan bina....

jism rooh k bina....

Insan muhabbat k bina....

husan tareef k bina....

Phool khushboo k bina....

Aur

Koi ap k bina

Udas hai.

Also miss u........:-)
tere darshan kite bina na jee lagda mera,
khoobsurat husan hai sanu thagda tera,
tenu mile bina mera haal anokha ho janda,
menu tere bina aitwaar kadna aokha ho janda
Aj ishq de tournament
ander
Main pyaar de final
haar gya
Hui husan di batting
taiz bari
Hr chakka boundry
toon paar gya
Mera dilbar guglian
bollan wich menu pyar
da bouncer maar gya
Kita catch ohne mera
dil yaaro
Main jitya match v
haar gya ... ;->
wo ayene main dekh rahe the bahar e husan.

aya mera khyal to sharma k reh gye,
Chehray pey meray zulf ko bikhrao kisi din
Kyou roz garajtay ho baras jao kisi din
Peron ki tarah husan ki barish mein naha lo
Badal ki tarah jhoom k ghar aao kisi din
Khushbo ki tarah guzro meray dil ki gali say
Pholon ki tarah mujh pey bikhar jao kisi din
Guzren jo meray ghar say tu ruk jaen sitaray
Es tarah meri rat ko mehkao kisi din
Mein apni har ek sans usi rat ko day don
Sar rakh k meray senay pay so jao kisi din
Monjmind Khoon Mein Hulchal Kar Dey
Muj Ko Cho Aur Mukamil Kar Dey

Kitni Piyasi Hai Ye Banjar Ankhein
Aber Zadey Inhein Jal Thal Kar Dey

Main Ney Wo Dard Chupa Rakha Hai
Jo Tery husan Ko Pagal Kar Dey

Ya Mujy Wasal Aata Kar Malik
Ya Mera Hijer Mukamil Kar Dey
Tabib milte hein
pr dawa nhi milti,

Dawa agr mile to
shafa nhi milti,

Mein sari Dunya
dhund aaya "FARAZ"

husan wale to milte hein
pr "WAFA" nhi milti..!
hum bhi khardny nakle thy wafa husan k bazar main.

nalane kesa bazar tha k wafa k bahhao bara daye.