Sardar 1st Time JAHAAZ May Betha
Jahaz Runway Pe Chal Raha Tha
Sardar Ne Pilot Ko Zordar Thappar Mara Or Bola:
Mujay Dair Ho Rahi Hay Or Tu BY ROAD Ja Raha Hay.
Sardar to Sardar:Agr tu ye bata de k meri tokri mein kya hai to saarey andey tere, Aur agr tu ye bata de k kitne hein to 8 k 8 tere. auu agr tu ye bata de k kis jaanwar k hein to wo murgi bhi teri.
Pathan:Yaar tum subha se zameen khod rahe ho kya baat hai aakhir ? . . . Sardar:Yaar abba kehta hai maine unka naam mitti mein mila dia hai so mein wohi dhoond raha hun.
1 sardar USA gya.
wahn wo church me gya to achank wahn awaz ai
''Tannn''
Aitefaq se light b chali gai pthan dar k bola,''''khana khraba Bhago! Undertaker a gya hai"