Jo nathiq e Qura''an ne diya nok e sina se
paigham wo dunya se mitay ga na mita hai
qanoon e Hussain ibne Ali(a.s) bar sir e sehra
Abbas(a.s) ne haatho ko qalam ker k likha hai
Nam-e-ghazi se khushbu-e-wafa aati hai.
Un k rozy sy Ya Hussain(A.S) ke sada aati hai.
Jab b bathay hain hum ABBAS kpercham k tale.
Aisa lagta hai janat ay hawa aati hai.
Na Janay Khoobsorat kis Qadar THA WOH ALI ZADA(A.S)
Farishtay Deakhny Aatay thay US AHSAN NAMAZI (A.S) KO
jahan pe QASIM O AKBAR , SAJJAD JESE THAY
Wahan QAMR e BANI HASHIM Kaha Jata tha GHAZI (A.S) ko.
Din Mai 5 time Namaz Parhne ko Apne Aadat Bana Lo Sirf ye soch Kar k kya pata k ye Azan Tm Aakhry Bar Sun rhe ho? Kya pata Tmhara Rab Tumhai Aakhre bar Pukar Raha Hai?
80% log Tum mai se ise fwd nahe krte. ALLAH TALLAH frmate hai k agar Tum apne Logo k Samnay Mujhe Radd Kroge to Mai Tumhe Apne nazar mai Radd kar Dunga!