Arz kia hy. Ye dolat bhi lelo, Ye shuhrat bhi lelo, Bhaly cheen lo hum se hamari jwani, mgr mujh ko lota do wo bachpan ka sawan, wo kaghaz ki kashti, wo barish ka pani, ! REMIX. Ye zardari bhi LeLo, Ye Altaf bhi LeLo, Ye imran bhi LeLo, Ye Molana bhi LeLo. Bhalay cheen Lo hum se hamari hina rubani Magar humko Lota do qeematein purani wo Aata wo Chini wo Bijli wo Pani Bri mehrbani. Bri mehrbani New sms ha abhi markit ma aaya hai ghuma do!
zardari aur Nawaz kee dosti aaj kal k pyar kee tarha hai,
naheen mantey,
Proof: "jab larki flirt karney k liye kehti hai"I love You" to larkey ko lagta hai k jaisay uss nein kya kar diya hai, halankey haqeeqat mein kuch b naheen hota"
Issi tarha jab zardari muskura detein hein to nawaz samjhtey hein k maumla suljh ghaya halankey hota kuch b nahee
"Dard-e-bhutto"
"Dard-e-bhutto"
Wo hasina wo nilam pari,,
hui thi wo election main khari,,
na jane kahan se goli chal pari,,
hamare lia ho gayi mushkil khari,,
Dil main hay mere
""Dard-e-Bhutto""
""Dard-e-Bhutto""
Lo Aaj Say Badal Li Hum Ne Bhi Apni Soch,,, Jo 1 sohni larki ka rishta le kar de Ga Wohi Vote le Ga… (kuri Do, voot Lo) . (‘,’) /’SaDa HaQ…. >) ) eThEy…. _l /_ RaKh…