Bhagwan Duniya par BEER peene aya. 12 bottles pine ke baad Sardar ne Pocha " aap ko Charhti Kyu Nahi?
Bahgwaan: Main Baghwaan hon.
Sardar: Charh Gai hai salay Ko.
Manzil ki taraf badhte raho.
Jo dil kahe usi rah ko chuno,
peeche walon ko age na jaane do
aur jo aage hai unse aage niklo.
Tabhi 1 acche Truck Driver banoge.