Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Santa: Qutub Minar kahan hai? Pappu: Pata nahi. Santa: Kabhi ghar se nikla karo. Pappu: Ram Lal kaun hai? Santa: Pata nahi. Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo.